Aaj sach me bhut bura feel ho raha hain.. kyuki ye duniya me kisko koi happy rakhna to dur ki baat hain ..dekh BHI nahi sakta kal 14 February par humare soldiers ko yuhi marte hue bhi hum kuch log tv par samne baith kar bas sad aur bas rote rahge kyaβ¦aaj itne saalo ke bad bhi aaj India fir bhi bhut piche kyun hain β¦hume ek dusre ko yuhi marte hue se freedom miljaygi kya freedom ka maltab ye hota hain kya ki ek dusre par hukum karte raho mar mar ke ek dusre ki life hi katam karo me aaj bhi anil kapoor ki wo Nayak flim 1000 bar dekhti ho to sochti ho ki khaas khaas khaas hesa ek din sach me hota but hum to apni life me hi itne busy hain ki bas pocho ki mat arey kya hak hain hume freedom lene ka in soldiers ke dam par bicharo ki to socho wo bhi ek ishaan hain yaar hum khudko bhi humare India ke liye aur in soldiers ke liye kuch to karna hi chahiye na .. sirf 26 jan ya 15 aug ko hi 2 4 songs play karne se kuch nahi hoga hume bhi India ke liye ab kuch to karna hi hoga aap sab nahi karoge to ye Ek Single heart khud hi karegi ..me Un mahan mahan logo ki jahan to kabhi bhi nahi le sakti specially Un Rani laxmi bai ji ki jahan to kabhi nahi par unki baatai hui manzil par to chalne ek try to kar hi sakti ho na Unki ab me new latest version bankar Single heart bankar in sabko sidhe raste par ladogi me bhi to ye Pakistan Kya koi bhi fir india ki taraf dekh bhi nahi payega aur india ke logo ki taraf bhi.. ek baat aur Pakistan me ya kahi BHI bure log hote hi nahi hain bure log ya ache log to is duniya me har taraf hoge hi bas unki buri soch aur feelings ko katam karne ki der Hain..βΊ
I have been able to help myself when I am writing a book for myself or myself, but I do not know how to do it myself, I do not have time to waste my time.